Ae Sabz gumbad walay manzoor dua karna, jab waqte nazah aaye dedar aata karna. Mein qabar-e andheri mein gabrawoun ga jab tanha, imdad meri karne aajana mere aaqa.roshan meri turbat ko ae nooray khuda karna jab waqte naza aayai deedaar ataa karna. YA-ALLAH MUSTAFA(s.aw) ke wastai hamari aarzoo puri karde.(Aameen)
Molvi Bashir Ahmad Wani Siligam.